سوالنحو1 جواب
جواب دہندہ
Q
اِنَّ harf mushabbah bil fe'l
لِ jaar, الْمُتَّقِیْنَ majroor; jaar majroor mil kar zarf mustaqar (کَائِنٌ/مُسْتَقِرٌّ) ke muta'alliq ho kar اِنَّ ki khabar muqaddam
عِنْدَ muzaf, رَبِّ muzaf, ہِمْ muzaf ilaih; mil kar zarf (khabar ke muta'alliq ya haal)
جَنَّاتِ muzaf, النَّعِیْمِ muzaf ilaih; mil kar اِنَّ ka ism mu'akhkhar
انّ apne ism aur khabar se mil kar jumla ismiya khabariya
Tarjuma: beshak muttaqiyon ke liye unke Rab ke paas ne'mat wali jannaten hain