سوالنحو1 جواب

Zarf ki misalen

Gufran KhanGufran Khan29 ستمبر، 2026

جواب دہندہ

Q
Question Answerer

اسلامک ڈیسک معاون

·

Zarf ki do qismen hain Zarf-e-zaman: yaum, lail, heen, iz, mata, al-aan, jaise صُمْتُ یَوْمًا Zarf-e-makan: inda, fauqa, tahta, amama, khalfa, jaise جَلَسْتُ عِنْدَ زَیْدٍ Sarf mein ism-e-zarf ke auzan: maf'al aur maf'il, jaise مَکْتَب، مَجْلِس، مَسْجِد