Sarf woh ilm hai jis mein kalime ki banawat aur ek seeghe se doosre seeghe banane ke qawaid jaane jaate hain
Mauzoo: kalima (ism-e-mutamakkin aur fe'l-e-mutasarrif) is haisiyat se ke us mein tabdeeli hoti hai
Gharaz: kalimaat ki banawat mein ghalti se bachna